Employment news, Government, private jobs, Entrance Exam and Government Job job slip jobslip.in www.jobslip.in

Search Here Your Topic

26 April 2012

up shiksha mitra salary would be double para teachers latest news

According to news of prominent news paper of Uttar Pradesh amarujala (date 27 April 2012) news published in the favor of Uttar Pradesh shiksha mitra Teacher in primary school. Now ShikshaMitra salary (Maan dey /bhatta ) would be double from month of July.  Approximately 2 lakh Para teachers (ShikshaMitra ) now working in primary schools of u.p. it delighting news for those teachers who are working for a very fey salary / payment . at the initiative of UP chief minister, up  Directorate made a proposal to double the payment (मानदेय )of  shiksha mitra . its expected that news salary would be increased around 7 thousand per month from next session July. Recently few delegates meet to UP cm regarding Shiksha Mitra salary and told about problems of UP Shiksha Mitra . they also told about the salary of other state’s Shiksha Mitra like Bihar . in bihar Shiksha Mitra  now getting 10000rs per month for teaching . they also introduce the data of Shiksha Mitra “Man Dey “ of tamil nadu, gujarat , kerala Karnataka . Now Shiksha Mitra’s salary in up is just 3500rs per month. Announcement of double salary would be declared in the end of June. Subscribe your email for more news of Shiksha Mitra selection recruitment application form exam results

28 comments:

  1. Up gov shikshamitro trainning ke baad shikshak banane ka sarahniye karya kiya hai .kintu ek paper me publish hui khabar ki mandey nahi badega sm ke liye buri khabar hai .sarkaar ko sochna chahiye saman kam ke ek techer ko sm se 10 guna salary mil rahi hai .jo bilkul bhi thik nahi hai .sm ko kam se kam 15000rs salary milni chahiye.
    Ravindra kashyap

    ReplyDelete
    Replies
    1. shahabuddin ansari5 June 2012 at 09:48

      kashyapji,
      mai aapki baato se bilkul sahamt hu keoki shiksha mitro ko kam se kam 15000/-p.m. milna chahiye salary except T.A./D.A.aur training ke baad shayak teacher ki salary,,,,

      Delete
    2. siksha mitra ka mandey badh kar 10,000rs to hona hi chahiye aur mehngai ko dekhte hue jaruri h ki badha hua weten july 2012 se diya jaye

      Delete
    3. Rs 10,000 se uper hi siksha mitro ka vetan hona chahiye.

      Delete
    4. IS MAHGAI KI DAUR ME SIKCHHAMITRA KA SALARY MINIMUM 3O,OOO SE KAM TO BILKUL NAHI HONA CHAHIYE
      .SHAFI HAIDER LADKAPASYA SAMASTIPUR BIHAR

      Delete
  2. sarkar ne shikshamitro ko trenig ka jhunjhuna thama diya hai. Lekin shikshamitro ki paresani nahi dikhai deti k itni mahgai me parivar ka palan posan kaise kar sakte hai. Sarkar ko mandey jaldi badana chahiye.

    ReplyDelete
  3. my wife sarita sharma is a cader of u.p. shikshamitra.she is posted from basti distt.

    ReplyDelete
  4. shahabuddin Ansari16 June 2012 at 04:33

    Dear friends,
    News aai thi ki july se shiksha mitro ka mandeya 7000/- ho jayega magar mantry ji ne saaf inkar kar diya hai....bade dukh ki baat hai,ki sm . ki pareshanio ko koi nahi samajh raha hai...

    ReplyDelete
  5. bhai bilkul sahi kaha....siksha mitra ki sallry 20,000 p.m. honi chahiye..they all work well...so plz action on those people sallery..

    ReplyDelete
  6. First of all Shi. Mitra try to best in teaching and complete his training and govt also try to increase salary min Rs 12500/month. Best of all

    ReplyDelete
  7. Dear siksha mitro,
    you all will be happy 2 hear that the second batch training will start on july 2012.so be calm and hard-working,the government will definetely recover your problem.
    We all request shri.Akhilesh yadav 2 take current action on this subject.
    Mehboob khan..P.S.MANOHARPUR,D.GANJ

    ReplyDelete
  8. Dear Shiksh Mitro aap etne shant kyo baithe ho? bina kisi sangharash ke yanha pr kuch nahi milta, kyonki ye Bharat hai, Bharat main kewal sangharash se hi kuch prapt kr shakte ho, result aapke samne hai jb aapne pahle lucknow me dharna diya to uske baad hi Govt. me halchal hui aur aapko training dene pr majboor hui, ab aise hi kuch krna hoga tabhi maandai badh shakta hai, Vrna ye log aise hi wade krke mukrte rahange, mere pyre Shiksh Mitro jaago ...jaago, kuchh krne se hi kuchh hota hai ..... Hum sab ek hai hame milkar chalna hoga tabhi baat banegi .....................Satish Kumar Meerut

    ReplyDelete
  9. dear satish tumhiri baat bilkul sahi hai agar hath per hat rakhkar bathey rahe to yai bhi sarkar apna karykal pura karke chalti banigi aur dusri sarkar bhi hame jhasha deti raheigi to hum sab ko mil kar kuch karna hoga
    SATENDRA SINGH (BASTI)

    ReplyDelete
  10. plz told the salary of shiskha mitra
    now we get double salary .

    ReplyDelete
  11. ple sir dhiksha mitra ka mandey kab badhega

    ReplyDelete
  12. siksha mitron ka mandey har haal me badhna chahiye kyuki
    3500 rupay me kya hota hai,par pata nahi yah sarkaar manday
    badhane ka naam nahi le rahi hai.yeh achchi bat nahi hai

    ReplyDelete
  13. itna kam mandeya dekar s p govt hamara shosharh kar rahi hai hame kuch sochna hoga .

    ReplyDelete
  14. itna kam mandeya dekar s p govt hamara shosharh kar rahi hai hame kuch sochna hoga .

    ReplyDelete
  15. sharkar ko shiksha mitro ke bare me sochna chahiye..

    ReplyDelete
  16. sarkaar ko sochna chahiye saman Varg ke ek techer ko shiksha mitra se 10 guna jyada salary mil rahi hai .jo bilkul bhi thik nahi hai shiksha mitro ko kam se kam 15000rs salary milni chahiye.

    ReplyDelete
  17. mujhe nahi lagta ki ye sarkar agle vidhan sabha ellection se pahle ye shikska mitron ki salary badhayi jayegi.
    shekhar
    meerut

    ReplyDelete
  18. govt should cut even existing salary rates neither shiksha mitra nor teacher no one is doing thr job sincirly. that why level of education is now a days going down in utter pradesh my humble request to govt deal strictly with these morons.
    thank you

    ReplyDelete
  19. Sundeep shrivastav, Siksha mitro ka Vetan Rs 10,000 hona hi chahiye. Chahe kesa bhi karna pade.

    ReplyDelete
  20. Siksha mitro ka vetan rs 10,000 hona chahiye.

    ReplyDelete
  21. Shiksha mitra will get now 7000 as compensation

    ReplyDelete
  22. Shiksha mitra ko kam se kam 40,000 + incentve toh milna chahiye

    ReplyDelete
  23. mai to sochata ho in inter pass siksha mitro ki salary jo time pass karne jate hai kam se ka 5000 to hona chaiye

    ReplyDelete
  24. Nahi balki 20000 honi chahee rishwat kiya apne ghar se dain ge

    ReplyDelete

Ask your questions here for more details ..POST YOUR COMMENTS