Employment news, Government, private jobs, Entrance Exam and Government Job job slip jobslip.in www.jobslip.in

Search Here Your Topic

27 March 2013

mp samvida shala shikshak grade 3 counselling 2013 Merit List result Teacher Niyojan

MP online official website now published notification regarding mp samvida shala shikshak grade 3 counselling 2013. According to this advertisement now merit list of MP mp samvida shala Teacher Recruitment merit list will be published after 25 march 2013. as we know recently MP online invite online application form for the recruitment Grade III teacher. Advertisement was published on behalf of M.P. School Education Department on 26 February 2013. After that document verification has been done from 1 march 2013 to 12 march 2013. process of choice of filling has been done on 1 march. These post are divide on Janpad Panchayat level. there will be total 46935 posts recruited on this vacancy. 50% seats are reserved for female teacher and 10% reserved for ex service man. 5000 per month salary will be given for each samvida shala shikshak Varg 3. Each teacher will be recruited for 3 year years. But time duration are expendable of samvida teacher after 3 years on the basis of your performance.

Important official website for Madhya pradesh Samvida Teacher verg 3 Recruitment 3
M.P. Samvida Shala Shikshak Grade I, II & III M.P. School Education Department
(Directorate of Public Instruction,   Madhya Pradesh)
0755 2583653 0755-2583650
www.sednmp.nic.in
www.mponline.gov.in
www.educationprtal.nic.in

News By: Jobslip.in
For any other inquiry post your comment here.
Exclusive news :  mp samvida shala shikshak grade 3  Merit List will b out on 8 April 2013 at 4 pm . www.JobSlip.in will give you update when final merit list will be out.

240 comments:

  1. SATYENDRA 0991897349414 April 2013 at 09:50

    sss3 me mere 110+b.ed+other state[up] se hun. please second councilling kab start hone ki sambhavna hai.

    ReplyDelete
  2. My score is 126.93 . When is the second round going to start and can I take part in that as my results of b.ed has just released? Please reply fast.

    ReplyDelete
  3. I have 126.93 marks and my result of b.ed just released. When the second round is going to start? Can I take part in the counseling? Please reply me . Thanks.

    ReplyDelete
  4. Kb aaya result

    ReplyDelete
  5. Result 11 april ko declare hua hai.

    ReplyDelete
  6. Kya aah varg 3 ki merit list jari ho rahi hai ya nahi?

    ReplyDelete
  7. Yes 22 ko 4baje

    ReplyDelete
  8. Yes. After all merit list released finally. Some information : 440 selected in sheopur out of 900 and in bhind 365 from 730, 975 from 1600 in morena and 673 from 1900 in shivpuri. Hey guys you have a chance. I hope so may god save a post for you.

    ReplyDelete
  9. 2 counsling varg teen ke kab se suru ho rahi hai or kon si shikshak ki processing chalu kar rahe please sir inform kar do

    ReplyDelete
  10. Varg 3 me harda and dewad ki genral and obc ki post bhara gai he

    ReplyDelete
  11. Sss2 ki 2nd councelling kab hogi

    ReplyDelete
  12. Varg 3 ki second causeling kb se start hogi ....
    Pls tell me

    ReplyDelete
  13. Varg 1 & 2 ki merit list kal ayegi

    ReplyDelete
  14. bhailogo... khushkhabri
    navbharat 28 ya 29 april ke front page pe news he ki mp me 79000 shikshko ke rikt pad khali he.....
    dosto
    pad bahut rikt he.... par yadi may june me second counseling start nahi hoti he to fir koi chance nahi..... kyoki achar sahita nov me mp election... and march-april me loksabha chunav..... our waise bhi 2014 me fir exam hogi sss ki
    par
    fir
    hamara chance abhi bhi he...
    plz plz plz....
    jo log media se najdik he... wo news paper me khabar bar bar chapwaye..... our cm tak baat pahuchaye....
    tabhi kuch hoga...
    our ha jo bhi news paper me chape wo plz share kare.. with link...
    i hope sab acha hoga..
    resultwala site band hone se hum sab ka sampark tut gaya...
    par ab hum is site pe jab tak sath rahenge jab ki second round start hokar khatam na ho jaye.....
    our ha
    hamari sahayta
    sirf news paper he ka sakta he......

    ReplyDelete
  15. warg 1 aur 2 ki merit list aa chuki hai. jald hi second counselling suru hogi. lagbhag 4-5 dino men.

    ReplyDelete
  16. kya varg 3 me pado ki sankhya badegi dostooo...?????

    ReplyDelete
  17. mere verg3 me111.34marks +b.ed. He .verg3 ki 2 coun. Me selection ke chance he???

    ReplyDelete
  18. http://epaper.rajexpress.in/Details.aspx?id=124617&boxid=155428843

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bhai ye link open nahi ho rhi isme kia he ap bta do

      Delete
    2. varg 1-2 me sirf 10,000 pad hi bharapaye he... shesh pad 2nd counce. se bhare jayenge jo jald shuru hogi...... raj express ki news he 1st may ya 2nd may bhopal me he.... pard lo

      Delete
  19. http://epaper.bhaskar.com/bhopal/120/23042013/mpcg/1/

    ReplyDelete
  20. sss3 me 114.76 ded he second round kb hoga

    ReplyDelete
  21. Varg 3 ki 2counsling start hone wali he

    ReplyDelete
  22. Varg 3 ki 2counsling start hone wali he

    ReplyDelete
    Replies
    1. ye jankari kaha se pata chali ply reply

      Delete
    2. Varg 3 ke liye Document verify or Varg 3 ki Counselling kab Start hogi...?

      Delete
  23. Sb log comments ke madhym se jude rhen daily tbi hum 2nd councelling kra payenge

    ReplyDelete
  24. dosto varg3 ki 2nd councling kab hogi

    ReplyDelete
  25. Samvida3 ki dusre charan me ded trand waiting walo ko liya jayega jab ded trand waiting me he to bed ko nahi liya ja sakta kyo ki ded walo ko waiting me rakha gaya he kyo jab ded walo ko hi lena tha isliye unhe moka dena chahiye

    ReplyDelete
  26. kab ke dainik Bhaskar me jald bataye

    ReplyDelete
  27. kab ke dainik Bhaskar me jald bataye

    ReplyDelete
  28. Samvida3 ke dusre charan me ded waitinglist walo ko liya jayega

    ReplyDelete
  29. Samvida3 ke second chran me det waiting walo ki pahli prathmikta banti he bed ki nahi

    ReplyDelete
  30. Dosto bahut jgh khali he d. E.d v lg jaege or un trend v jinke nu.100 he

    ReplyDelete
  31. verg 3 councling me b.ed walo ko langa ya nhi

    ReplyDelete
  32. Mere bhai smvida varg 3 ki waiting list lgbhg zero hai bhut hi kam hai isliye b.ed ka hoga

    ReplyDelete
  33. 2 may ke rajexpress me likha tha ki baki bache pad dusre chran me bhare jayege to kya bed walo ka bhi dusracharan hoga ya ded ke dusre chran me bharenge

    ReplyDelete
  34. Please koi batao kya ded wating list walo ki selection list jari hone par jo log jinka nam selection list me nahi aa raha he un ded waiting walo ka kya hoga

    ReplyDelete
  35. dosto...fokat ki bahas mat karo ki second round me b.ed ko lenge ya d.ed ko
    pehle hi sab kuch clear ho chuka he...cort ne dusra charan sirf untraind ki bharti aadesh diye he.... dusra chran sirf untraind ka hoga
    ab is baat par bahas karna ya stay lagana sirf time pas he..... our ha cort me stay lagane ka nuksan to ap dekh hi chuke ho yad he na merit list ke sath cort list bhi mp online par he... ab pata nahi unki kab bharti hogi...... our ha jo waiting list me he unki sankhya sirf 600 ke aas pas he.... our 600 pad to khali ho hi jayenge.. kyoki bahut se candiate ko pasand ki jagah nahi mili he....
    ab dosto
    fijul ki baate mat karo
    ab yahi dua karo ki second coun. start ho our pado ki sankhya badai jaye..... our ha sirf cort jane ka sirf ek hi karan best he ki chunav ki achar sahita ke pehle bharti ho jaye....

    ReplyDelete
  36. http://epaper.bhaskar.com/khandwa/162/22032013/mpcg/1/
    .
    dainik bhaskar... khandwa edi. page num.-9
    .
    http://epaper.bhaskar.com/khandwa/162/22032013/mpcg/1/
    ....
    ...
    bas ab to sirf bharti second round start ho jaye

    ReplyDelete
  37. 600 waiting walo ke pad khali nahi honge to unhe dusre charan me bhara jayega

    ReplyDelete
  38. varg 3 ki 2nd councling kab tak start hogi & isme 12th pass candidate ko lenge ya nahi . please reply me...

    ReplyDelete
  39. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  40. Yhi to nhi pta

    ReplyDelete
  41. Vrg 1 aur 2 me bi bahut post abhi bi khali hain trained candidate mil hi nhi paye hain

    ReplyDelete
  42. Sss3 ki second counseling me b.ed hai ya
    nahi plz reply

    ReplyDelete
  43. Second counseling mein b.ed. ko prathmikta hai. So don' t make fuss about this.

    ReplyDelete
  44. Bed ko nahi lenge to sab ne coment karna band kar diya verg2 ka dusra chran suru karao 3 me mat guso

    ReplyDelete
  45. varg 3 ki 2nd counsiling kab he. me other state se hu or b.ed 2012 ki he. kya mera chanse he.
    dosto information me.

    ReplyDelete
  46. Seat aadhe se bi kam bhar pane ke karn govt. Passing marks kam krne pe vichar kar rahi hai
    gereral ka 60% se 50 %
    reserve kote ka 50% se 40%

    ReplyDelete
  47. Kya passing marks kam karne wali baat sahi hai, kaha pada please batao

    ReplyDelete
  48. koi ye batao ki 2nd charan kab shuru hogi. fixe date kisi ko malum ho batao. Information give me.

    ReplyDelete
  49. Sabhi un bhabi teacher ko badhai jinhone merit me sthan banaya .ab joining ke bare me batao kab adesh araha hai.jisko bhi pata chale turant inform kare.tatha apaka jis jila silection hua hai uske bare me batao.mera varg1 me history me hua

    ReplyDelete
  50. coment karte hi rah jaoge kya........... are pata karna hi he ki second counciling kab hogi to lokshikshan sanchnalaye bhopal me pata karo.... news paper se madat lo.... bar bar is site pe puchne se start nahi ho jayegi dosto........
    achar sahita july bad lagjayegi.... yadi may-june me start nahi hui to fir bhul jaao....
    hame kuch karna hoga.... bhopal chalo.... news paper ka sahara lo.... media hi madat karegi...

    ReplyDelete
  51. Joining 15 se

    ReplyDelete
    Replies
    1. Yeh information kahan se mili? Kahin anuman toh nahi bata rahe ho.

      Delete
  52. warg 3 second round jald hi suru hoga...15 may to 23 may so waiting

    ReplyDelete
  53. Ded ko lenge

    ReplyDelete
  54. 15 may se 23 may valy date ...
    Sir kanha se malum hui...
    you right sir...
    kya b.ed valo ka chanse he...
    information dena sir...
    thanku ....

    ReplyDelete
  55. Kya aap sure ho ya hum logo ko jhula rahe ho, yaar tu batata kyun nahi ki ye 15 may ki jankari kaha se mili

    ReplyDelete
  56. sab bakwas he dosto yadi aisa hota to news parer me aa hi jata......
    mere nivaden he please aisi apwah mat failao..... yadi ye sach he to puri jankari do with link..... kisiki bhavnao se mat khelo yar.........
    dosto second round starthoga par hame media ki madat lena hogi

    ReplyDelete
  57. Jab tak 1,2,3 ke chune hue cndidte ki niyukti nahi ho jati 2nd round shuru nhi hoga,aur court me yachika lagayi gayi he uska fesla ane ke bad niyuktiya hogi,7 may ko sunwai me court ne fsla surkshit rakha he 8 may ke naiduniya me news he

    ReplyDelete
  58. gourav nai duniya kaha ke our kis page ki news he...? please batao

    ReplyDelete
  59. Please is site pe sahi comment kijiye . Galat jankari dekar gumrah mat kijiye yahi mera savinay nivedan hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. samvida shikshak ki second counseling kb mere 12th me 71 pratishat he or sss3 me 92.78 he

      Delete
  60. helo friends koi jankari ho btaye counseling ki date

    ReplyDelete
  61. mera name kapil soni hai
    or mere sss varg 3 me 98.14
    number hai but untrand+gen
    hu....kya koi chance hai mere....please reply.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bhai general untraind aur marks v kam h bahut muskil h tumhara.

      Delete
    2. Bhai general untraind aur number v kam h bahut muskil h

      Delete
  62. second round coming very soon.....

    ReplyDelete
    Replies
    1. Kapil bhai yeh hawai stroke hai ya perfect drive?

      Delete
  63. Jay mata di mera gred3 me laga do

    ReplyDelete
  64. Joining dates kab tak milengi

    ReplyDelete
  65. Hi mat karo news ho to post karo

    ReplyDelete
    Replies
    1. warg 3 ki second counslling june 26 se lekar 10 july ke beech me start hogi...denik jagran date 18 .5. 13

      Delete
  66. dosto kya news paper me bhi khabar nahi chap rahi

    ReplyDelete
  67. Is anybody has any information related to joining dates.

    ReplyDelete
  68. There is no information

    ReplyDelete
  69. friends , joining date s & place of posting kab tak hoga ?? any information, please share.

    ReplyDelete
  70. 2 ki joining kab hogi

    ReplyDelete
  71. B.e.d ko patrta mil gai dosto d.ed or b.ed dono ko lege 2 round me

    ReplyDelete
  72. 2nd round kab shuru hoga dost..
    koi infomation do ...

    ReplyDelete
  73. 2nd round kab shuru hoga dost..
    koi infomation do ...

    ReplyDelete
  74. Niyam anusar second round untrend ka hoga, b.ed. Ko lena hai to first round me hi liya jayega so watch and wait dosto...

    ReplyDelete
  75. kya 12th pas nhi lenge second counseling me plz btae

    ReplyDelete
  76. Ded Waitinglist walo ko 2 round me chance he kya

    ReplyDelete
  77. Jo verg3 ke pahle chran me waiting me he or 12th,ba.or ded he to 2round me chance he

    ReplyDelete
  78. Agar waitinglist walo ko nokri nahi to chunav me wot nahi

    ReplyDelete
  79. Gred3 Barojgaro jago or waitinglist se gred3 me niukati lo chunav se pahle nahi to bjp ko vote nahi

    ReplyDelete
  80. vineet tripathi15 May 2013 at 07:54

    asi srkar ko vote dene ka kya mtlb jo 50000 bhrti nhi kr sati, vo rajy ko kya chlagi

    ReplyDelete
  81. Jis categery me seat khali rah jayegi us par hoga second round seats full to us categery me nahi hoga second round so watch and wait dosto...

    ReplyDelete
  82. Agar 2011 ki sthiti me bharti hoti to d.ed. Aur b.ed. 2011 tak ka manya kiya jata tab sayad waiting banati hi nahi sab ka ho bhi jata bina rukavat ke lekin 2011 ki sthiti hatane se untrend ko to ghata hua hi sath me kam number wale d.ed. Aur b.ed. Walo ko bhi bahut jyada ghata hua hai.

    ReplyDelete
  83. Sabhi athiti teacher sab guest teacher ko suchit karo ki cm ne raisen jile me atiti ko samvida teacher banane ki gosna ki newspaper me do or 16 jun se pahle 2round me chanse lo is se jo waiting me he or athiti he usko bhi fayada hoga vidan sabha chunav ke bad kuch nahi hoga

    ReplyDelete
  84. Athithi bahut hi kam paas hue hain isliye unki alag exam hoga

    ReplyDelete
    Replies
    1. athithi ko kewal age me chut di he vo bhi jinke 3 sal complit he vo bhi kisi koi archan ke

      Delete
  85. 49000 pado par atithi shikshako ki bharti nahi hogi yadi kuchh labh dena hoga to naye swikrit pado par denge aur han sunane me aa raha hai ki agala round kewal b.ed. 2012 tak walo ka hoga...

    ReplyDelete
    Replies
    1. esa nhi he bhai phle de.d fir b.ed dono ke ek sath form dlwaege kiyu b.e.d total 5000 he d.e.d total 8000 waki ke pdo par untrand ko lege

      Delete
  86. hai cort ne diya he adesh ke 21 din me puri bharti krke dena he

    ReplyDelete
  87. iska mtlb 2 round jaldi suru hoga

    ReplyDelete
  88. jaldi hoga 2 round 20 may se

    ReplyDelete
  89. Sayad aapko pata nahi cm ne raisen jile me gosna ki thi ki jo athiti 2011ki patrata pariksa pass he use samvida teacher banaya jayega so next exam nahi

    ReplyDelete
  90. Hum sab ded teacher ko milkar ye sapat lena hogi ki yadi gred3 ke pad par niukati nahi to bjp sarkar ka sarvnas ho hum to berojgar he nokri nahi to koi or kam he sahi leken bar bar sarkar niymo ki dajiya udati or niyam me rah kar bharti nahi karti hume mp me ese sarkar nahi chahiye

    ReplyDelete
  91. mere varg 3 me 112 no. Hai obc untrained chance hai ki nahi

    ReplyDelete
  92. Jin athiyo ne jinhone 2005, 08 aur 11 ka exam pass kiya hain unhe laabh mil sakta hain baki ko nahi

    ReplyDelete
  93. 2012 tak ka hi D.ed. Aur B.ed. Manya kiya jayega varg 1,2,3 me jo ki pahali counseling me kiya ja chuka hai ab untrend ki bari hai ab jinaka d.ed. Aur b.ed. Hai bhi unhe bhi untrend me hi gina jayega.

    ReplyDelete
  94. Kya aap bata sakte he ki 2005 or 2011 ka exam pass kiya par 2008 ka nahi to athti ko chanse he

    ReplyDelete
  95. Bad news kya kisi ko pata he ki waitinglist me aane ke bad gred3 ke ek pariksharthi ne jahar khane ki kosis ki par use bacha liya gaya agar vo mar jata to iska jimedar kon hota "mp sarkar" jisne trand ded teacher ko teacher nahi banaya jab trand teacher nahi lena tha to teacher banne ke sapne kyo dikhye

    ReplyDelete
  96. संविदा शिक्षक भर्ती तो बीरबल की खिचड़ी हो गई, लगता है भर्ती अब 2014 मेँ होगी ।

    ReplyDelete
  97. http://epaper.bhaskar.com/indore/129/17052013/mpcg/1/
    pag no.13

    ReplyDelete
  98. 20 may ki jankari pakki hai kya please inform me at akashiprasad@gmail.com

    ReplyDelete
  99. Ye hi hi kya hota he pahle hi dimag khrab he or aap ke pas news ki bajay hi hi he

    ReplyDelete
  100. Kya kisi ko pata he ki 2011 ki patrata pariksha pass he or athiti teacher he to kya samvida teacher banne ke chance he

    ReplyDelete
  101. Samvida varg 1 ki joining 20 may se start ho rahi hai . Dainik bhaskar ki khabar aaj aai hai. Iske baad varg 2 aur fir varg 3 ki joining hogi schools bhi online hi provide karae jayenge.

    ReplyDelete
  102. sss3 k dusre round me 12th pas ko lenge ya ni

    ReplyDelete
  103. joining schedule educationportal par aa gaya hai.

    ReplyDelete
  104. sss varg 3 ki 2nd counciling kab se shuru hogi....
    juldi karo information do dosto.

    ReplyDelete
  105. प्रथम चरण मेँ संविदा शिक्षक नियुक्ति उपरांत शेष रिक्त पदोँ की जानकारी 31 मई 2013 तक मांगी गई है संभवतः दूसरा चरण की सुगबुहट सुनायी दे रही है मित्रोँ भगवान के घर देर है अंधेर नहीँ ।

    ReplyDelete
  106. Doosari counseling june me hogi 31/05/2013 tak rikt pado ki jankari magai ja rahi hai...

    ReplyDelete
  107. Kya dusri counseling me waitinglist walo ko bhi chance he

    ReplyDelete
  108. Hi mere varg 3 me 98.24 marks he me untrend hu. And obc se hu mere chance he ya nahi.

    ReplyDelete
  109. Jab trand techer 97 or 1o2 vale waitinglist me he to untrand kya infromison de

    ReplyDelete
  110. Kya is site par waiting list wala koi nahi lagta sab waiting wale so gaye

    ReplyDelete
  111. But ed. Portal par waiting list he hi nahi ab kya hoga dosto.

    ReplyDelete
  112. Agar waitinglist nahi iska matlab unhe dusre charan me chance

    ReplyDelete
  113. Aducatiomportal par likha he ki atiti shikshak ko samvida teacher banaya jayega par kab

    ReplyDelete
  114. Wait for side

    ReplyDelete
  115. second round kab hogo

    ReplyDelete
  116. mere sss3me 102.31 marks hai sc untraind to kya dosto 2 counsling me mere chanse hai

    ReplyDelete
  117. Right to education ke tahat Untrend bharti par kendra sarkar ne rok laga di hai...

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ye jankari kaha se mili he bhai high court ka adesh he bache huye pad par untraind ko moka diya jayega fir yah kese ho sakta he.

      Delete
  118. Sayad varg-3 ki doosari counseling me b.ed. Walo ko mauka mil jaye...

    ReplyDelete
  119. He bhagwan ye sarkar ko kuch sadbuddhi do jo bechare garib berojgaro ke sath khilwad kar rahi he.

    ReplyDelete
  120. Kya koi bathyega ki waitinglist wale waiting me hi rahege ya unhe koi chance he

    ReplyDelete
  121. Niyukti prakriya 20 may se start ho rahi hai . 20 se 25 may tak varg 1 aur 2 walo ke liy h . Uske baad varg 3 ki 25 se 30 may tak chalegi. Ye khabr 19 may ke dainik baskar me hai.

    ReplyDelete
  122. High court ne kaha hai ki kendra se anumati lene ke bad untrend ki bharti karo par abhi tak kendra ne anumati nahi di yadi aumati milati hai tabhi kuchh ho payega.

    ReplyDelete
  123. ye betuki baat hai shiksha k adhikar ka shiksho ki neukti se kya sambandh ho sakta hai

    ReplyDelete
  124. RTE Ke tahat central gov ke banaye gaye rules ko rajya sarkaro ko manya karne hoge

    ReplyDelete
  125. भोपाल। बीएड धारी आवेदकों के संविदाशिक्षक वर्ग 3 के लिए आवेदन करने का रास्ता साफ हो गया है। मप्र उच्च न्यायालय की खंडपीठ इंदौर ने बीएड धारी आवेदकों को संविदा शिक्षक वर्ग3 के लिए आवेदन के लिए पात्र माना है। जस्टिस एससी शर्मा और जस्टिस प्रकाश श्रीवास्तव ने सुनवाई के बादआदेश दिया कि 21 दिनों में प्रदेश में संपूर्ण 49 हजार पदों पर भर्ती की प्रक्रिया पूरी की जाए।

    ReplyDelete
    Replies
    1. BHAI YE NEWS KAHA SE MILI

      Delete
    2. sameer ji.... thankyou for this news...
      dear please ye bataye ki aapko ye news kaha se mili.... please link de.... kon sa news paper.. kaha ka our kis tarikh ka our page number....... ye jankari doge to me god se prathna karugi ki aapko job mil jaye....
      priya sharma sehore

      Delete
  126. B.Ed walo ke liye 12th me 50% se kam manya kiye jayenge ya nahi

    ReplyDelete
  127. Second counceling kab se he.

    ReplyDelete
  128. kisi ko varg 3 ksecond counseling ki jankari ho btaye

    ReplyDelete
  129. 2nd counsling julay ant tk sabhi bache khali pad bhre jayge

    ReplyDelete
  130. 28 may ko next round ka time table jari hoga, 31 may tak kul rikt pado ki sankhya aajayegi, 3 june se b.ed. Varg-3 Walo se dusare round ki counseling start hogi.

    ReplyDelete
  131. 2nd counselling varg 3 me sabhi b.ed wallon ko kya cort se adesh lena hoga. coun. kab se start ho rahi he . 96.21 femail hoon aur b.ed hoon. fe. age limit bataiya.

    ReplyDelete
    Replies
    1. adesh to sabhi ke liye hota hai na kisi 1 ke liye thodi hai

      Delete
  132. Kya 2 round me ded waitinglist walo ko chanse he

    ReplyDelete
  133. Lagta he sab so gaye kya jvly me dusri counseling hogi tab jagoge sahi bhi he garmi bahut he

    ReplyDelete
  134. dosto untraind candidate ke sath shivraj sing ne dhokha kiya h. sabhi untrained candidate ko cm par dabab banana chahiye barna vote nahi !!!.

    ReplyDelete
  135. Shivrajsingh ne to hum ded waitinglist walo ke sath bhi dhoka kiya he agar hume gred3 ke pad par nokri nahi mili to shivrajsing ko vote nahi

    ReplyDelete
  136. Is site par ye hi HI JIske pass koi news nai vo bas hi hi

    ReplyDelete
  137. jinki bed ded nhi aur 12th mein % aache unka kb hoga kiss ko kuch pata ho to plzz bataye..:(

    ReplyDelete
  138. counseling kb hogi me untraind hu or mere 12th me ache parcent he

    ReplyDelete
  139. first round ki joining me jin logo ne satayapan karaya or jitne shes bache fir un shes pado par waiting walo ko bulaya jayega jo waiting ke or joing ke shes pad jitne bachte he unhe 2 round me bhara jayega so 2 round july me so wait friends 1 month...

    ReplyDelete
  140. Varg 1 2 3 k rikt pado ki jankari 'URGENT' mangi ja rahi hai, 2 sal ho gaya abhi bhi rikt pad pata nahi tab to ho gai bharti...

    ReplyDelete
  141. Aaj Education portal par naya circuler upload hua hai varg 1 2 3 ke rikt padon ki jankari urgent mangaye jane ke sambandh me isako padkar samjhe aur batayen...?

    ReplyDelete
  142. Mp portal par deko news bharti ke new pad

    ReplyDelete
  143. Mp portal par diya he "sansathavar"iska matlab kya he kya ye bharti nagarnigam ki he ya gramin ki

    ReplyDelete
  144. Kya mp portal par janpad nikay ke adin aane vale rikt pado ki jankari mangi he ya nagriy nikay ke rikt pado ki

    ReplyDelete
  145. koi to btao ki untraind ka koi chance he ya nhi varg 3 me

    ReplyDelete
  146. 2nd counsling nahi hui to shivrajsing ka ghar jana pakka

    ReplyDelete
  147. SATYENDRA 0991897349423 May 2013 at 08:42

    sss3 ki second councilling kab start hone ki sambhavana hai.mere 110+b.ed. hai

    ReplyDelete
  148. Dekhiye chahe d.ed hon ya b.ed hon ya untraned sab ka hoga pr 2nd coucenlling ho tab , abhi bi kam se kam 25000 pad rikt hain vrg 3 ke aur d.ed+b.ed milakr bhi 15000 se jada nhi hain kyunki jada se jada 1st councelling me ho chuke hain isliye hoga sbka bs der hai to 2nd councelling ki

    ReplyDelete
  149. Untraind ka koi chance he ya nahi.

    ReplyDelete
  150. sir main gen cat ka hu mere varg 3 main 108.52 no hai or mera sirf 12th maths science se hai 55% se kya koi sambhavna hai

    ReplyDelete
  151. mere varg 3 main 108.5 persent hai or 12th maths science main 55% hai bed ded nahi hai koi chance hai kya

    ReplyDelete
  152. He bagwan shivraj ko sadbuddi de ki berojgaro ke liye kuch kare

    ReplyDelete
  153. Sir mere varg 3 me 98.24 marks he obc and untraind hhu

    ReplyDelete
  154. cm ko vote nahi 2011 ki position par bharti ho HAJARO UNTRAINED CANDIDATE KE SATH DHOKA

    ReplyDelete
  155. Bhaiyo bharti me 2012 ki d.ed. Manya ki gai jo ki kanoonan galat hai jisake karan hamare obc bhaiyo ke second counciling me chance khatm ho gaye hai hame bharti 2011 ki sthiti me karwane ke liye high court jana hoga tabhi hame job mil sakati hai.

    ReplyDelete
  156. Untrend ki bharti nahi karana chahati hai govt. Tabhi to patrata pariksha ke bad d.ed. Manya kiye gaye jo ki niyamanusar galat hai, jinaka d.ed/b.ed. Result patrata pariksha form bharane ki antim tithi tak aa chuka tha ve hi nokari ke sache hakdar hai.

    ReplyDelete
  157. मध्यप्रदेश में अभी भी खाली हैं 35000 से ज्यादा संविदा शिक्षकों के पद
    भोपाल। संविदा शिक्षक भर्ती के लिए जितने पद भरे नहीं गए हैं, उनसे ज्यादा खाली पड़े हैं। खासतौर पर वर्ग-2 व 3 की स्थिति देखने पर यह सीधे तौर पर समझ में आ रहा है कि खाली पड़े पदों की संख्या भरे गए पद से ज्यादा है। उधर, लोक शिक्षण संचालनालय के अधिकारी जुलाई अंत तक खाली रह गए पदों को भरे जाने की बात कर रहे हैं।

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sirf trend teacher bharti ki anumati mili hai isi liye 35000 pad khali hai jinhe agali patrata pariksha se bhara jayega, abhi atithiyon ko kam chalaya jayega...

      Delete
  158. Hello sir 2014 men varg 2 ke kitne pad aane ki sambhavana hai please batayen.

    ReplyDelete
  159. Sirf trend teacher hi liye jayenge is bharti me chahe wo patrata pariksha pass ho ya fail kyoki ncte ne sirf trend teacher bharti karne ki anumati pradan ki hai...

    ReplyDelete
  160. Jab trand teacher obc ke ho to unhe gred3 me kese leya jayega sarkar ne to obc valo ka bavishy bigad diya obc ke pad khali nahi he

    ReplyDelete
  161. Sab obc valo jago pado ki mang karo obc ke koi pad nahi he yadi nokri chahiye to sab aavaj uthavo newspaper me do

    ReplyDelete
  162. Jab trand teacher obc ke ho to unhe gred3 me kese leya jayega sarkar ne to obc valo ka bavishy bigad diya obc ke pad khali nahi he

    ReplyDelete
  163. Kab hogi counselling

    ReplyDelete

Ask your questions here for more details ..POST YOUR COMMENTS