Employment news, Government, private jobs, Entrance Exam and Government Job job slip jobslip.in www.jobslip.in

Search Here Your Topic

18 July 2012

41 thousand Samvida teacher vacancy 2012 in UP samvida shikshak bharti Recruitment

There are 41 thousand Samvida teacher will be appoint in basic school of uttar Pradesh. up samvida shikshak bharti vacancy latest News published on a prominent news paper amarujala 18 July 2012. Basic school Samvida Teacher recruitment will be done for special education in primary schools of up. Salary or mandey of Samvida teacher would be 7000 rs per month. Eligibility criteria, education qualification for Samvida teacher recruitment 2012 would be
  • BED : Bachelor of Education, B.Ed
  • BPED Bachelor of physical education B.P.Ed
  • DPED Diploma in Physical Education - Education D.P.Ed
Finance department provided their approval on the proposal sent by SSA up rajya pariyojna nideshalaya. Regarding this latest teacher vacancy in primary school, preparation for publishing notification of Samvida teacher vacancy (advertisement and GO) now in a final stage. For samvida shikshak selection , their will be a committee under the DM, and DIET principle will be member of this committee.
In upper primary school / junior school, for ART education there are 13769 posts, physical education 13769 post, work experience 13769 posts will be filled through samvida shikshak vacancy 2012.
Subscribe your emails for official website, news application form notification and complete teacher job news.
Online form of UP Anudeshak recruitment 

429 comments:

  1. akhlesh yadav ji bped valo ki taraf se danyad dena chaunga unse nivadan hai ki bped samvida teacher ki bharti jaldi suri ki jaye... hamara vote unke sath hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. chief minster ji lagta hai aap bhi mayawati ki tarah vacancy announcement to kar rahe ho lekin vo sirf announce ment hi lag rahi hai un par koi karvai nai hui humne aapko vote ye soch kar diya tha mayawati jo khali annoucement kar gayi us se paresan hokar humne aap ko apna samarthan diya ye sochkar ki shayad aap us kam ko kar de parntu 6 month beet chuke hai sirf announcement hi announcement hua hai,bped student itne paresan hai unka koi kyal nai hume aap se bhut umeed hai kirpya jaldi action lijiye..gaurav singh

      Delete
    2. Bhai BPE walo ke liye bhi kuch kro......

      Delete
  2. eshi mai khush honi ki jarrurat nahi hai aga bhi dekhana hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. yeh bharti kab aur kese hogi kuch pata chal raha hai?

      Delete
    2. anurag malviya25 July 2012 at 23:31

      Is this recuitment is exclusively offered to art and physical education teachers or for science and mathematics teachers also?

      Delete
  3. when will be open these vacancy and what is the open date and last date please tell

    ReplyDelete
  4. How many years for this job?

    ReplyDelete
  5. kab tak hogi,kahi just bayanbaji to nahi hai............

    ReplyDelete
  6. Replies
    1. 9 Nov 2012 Block level se vacancy aane wali thi per ab Online prakiriya ke karan abhi rok diya gaya hai.

      B M tripathi,8808577701,Kushinagar

      Delete
    2. Dear Friends,

      Aaj Ke JanSandesh Times Ke Anusar,------

      1 Lac vaccancy ( For B.Ped,Cped & D.Ped) Ke liye December Me AAne wali hai,Iske Liye Lucknow me Sabhi Jilo Ke do P.T. Teacher & Ek Diet ke Teacher ki One Month Ki Training Chal Rahi hai, Selection ke bad we block level per sabki traing karayenge.


      B M Tripathi,
      Kushinagar
      8808577701

      Delete
  7. purnima kumari 27 August 2012 8:59
    kab tak samvida teacher ki job aa rahi h?

    ReplyDelete
  8. I am from delhi.I AM M.A in eng. litt.Can I also apply in it.

    pratima

    ReplyDelete
  9. Respected C.M Sir,

    i requested to plz fill the vacancy of physical Education teacher in primary or junior level plz do the needfully action as soon as possible.

    Thnx with Regards,

    Nikhil Kushwaha

    ReplyDelete
  10. Bharti bhul jao aur apni taiyari karo jisse kahi anya sthan par job mil jae.
    Ye jeet gai aur hamko bhul gai.
    Yahi ummid thi AKHILESH YADAV JI SE

    ReplyDelete
  11. sir ji kab tak ham verojgar rahenge apse hamein bahut ummide hain hamko nirash mat karo ap se requst hai ki jaldi se physical teacher ki vacency nikal dijiye yahi vinti hai apse apka akanshi. apka subh chintak...............
    pls sir im requst pranam sir ji

    ReplyDelete
  12. bebkufo ye neta ka khel hai , kuchh ni hoga kewl berojgari bhatta lo laptop lo 30000 rs lo aur unhe priminister bna ke delhi pahuchao bs , job ka mt socho, sb net se puchh rhe hain ki sir ji kb ayegi vacancies, tum me se koi ni ata dharne pr ,jante ho ej army man ke barabr 1 physical education student hota hai, aise ni ayegi vacancies

    ReplyDelete
  13. berojgaro ke bare me socho
    khhi tutkar bikhar na jaye
    tutt gaye to judana muskil hoga so bped ke bare me sohho

    ReplyDelete
  14. cm sir b.p.ed valo ke liye koi vacancy to nikalo
    nahi to sab berojgar ho jayege

    ReplyDelete
    Replies
    1. hi,gaytri

      9 Nov ko vaccency block level per nikelne wali thi per Online form lene ke karan abhi bharti rok di gayi hai

      B M Tripathi,8808577701,Kushinagar

      Delete
  15. B.p.ed digree dharko ki samvida par bharti kab hogi kab tak iska vigyapan nikalne ki sambhavna h...

    ReplyDelete
  16. don't take tension dude,be patience vaccancies will be coming soon

    ReplyDelete
  17. chill dude criteria to baat laga daga apni to agar b.ed ki tarha criteria raha to

    ReplyDelete
    Replies
    1. b.p ed dgree dharko ka jald se jald vigapan nikala jaye kisi ke sath nainsafi nahi honi chahiye jay hind

      Delete
  18. chotu bhi naukari karega

    ReplyDelete
  19. kya intermediate ke liye bhi post hai

    ReplyDelete
  20. kab aayegai vacancy physical wale pareshan hain.

    ReplyDelete
  21. hi i am sandeep dwivedi
    hey brother koi to batao ye vacency kab tak aa rahi hai
    and kya vacency bhari jayengi ya nahi thank you

    ReplyDelete
  22. hey dosto ye to batao ye vacency ayengi ya nahi ya wait karte rah jayenge

    ReplyDelete
  23. Only News me aate hai

    ReplyDelete
  24. aayege ya nahi aayegi lag raha hain 2014 main he nikali jaayegi election time par

    ReplyDelete
  25. HI DOSTO UMEED HAI KI 14-11-12 TAK DISTRICT WISE VIGYAPAN NIKALE JA SAKTE HAI OR YE ABHI PAKKA NAHI KI SANVIDA PAR HI NIKLE, FULL PAY PAR BHI NIKAL SAKTI HAI.

    ReplyDelete
  26. kaha se news milti hai

    ReplyDelete
  27. sahi hain 14 tak a sakti hain. online aayegi ya ofline aayegi

    ReplyDelete
  28. kya koi webside ya contect number hai jisse jankari mil jaye ?

    ReplyDelete
  29. government kuch clear nahi bata pa rahi hain pahle offline fir ab online ab pata chal raha hain full pay par aayegi. are yaar kab aayegi kuck to aaye.

    ReplyDelete
    Replies
    1. up gov.kya kar rahi hai b.ped digree dharko ke liya

      Delete
  30. THANKS THIS JOB

    ReplyDelete
  31. ANKIT SHUKLA
    THANKS TO UP. GOVT.

    ReplyDelete
  32. kishliye thanks up gov sala 7000 hajar raupaya theek se sabji bhi nahi aayeggi

    ReplyDelete
  33. Ye bus kam chalane ke liye hai can u campaire what difference between a teacher salary and and a narega person salary

    ReplyDelete
  34. hello C M Jee samvida bharti ke sath sath tgt$pgt ki bhi bharti nikal digiye ya phir class 12 ke liye koi bharti nikaliye hame 12 ki class mai baccho ko padana hai Munna 9005100620

    ReplyDelete
  35. bharti esi mahine me aayegi

    ReplyDelete
  36. dosto ek buri khbar hai up govt. ne teacher ki sabhi vacancy par rok laga di hai inme hum bped dped cped and bed vale sabhi shamil hai are court me chalna hoto kya mere sath chloge

    ReplyDelete
  37. Dear Friends,


    Niraas Hone Ki Jaroorat nahi hai, Ye Suchna Purani Hai. Vaccancy Sirf Roki Gayi hai, Khatam Nahi ki gayi hai

    B M Tripathi

    ReplyDelete
  38. bharti khul gayee


    amit kumar

    ReplyDelete
  39. b.p.ed.teacher ki vaccancy kya gram panchayat level par ya block level par ya district level par ayegi. plz rply.

    ReplyDelete
  40. kya bped walo ki 1 lac vacancy ayengi this december aur wo bhi samvida par hi hongi ya full pay hongi

    ReplyDelete
  41. Hi......frinds sambida phy tec ki bharti k liye kiya prociger hai......aur ye kab tak hoga...plz reply me

    ReplyDelete
  42. physical education walo ki kitni vacancy ayengi.total 41 thousand vacancy physical education walo ke liye hai ya usme bed ke liye bhi hai aur ye sabhi vacancy samvida par hi hongi ya full pay par bhi ho sakti hai? BM Tirpati ji

    ReplyDelete
  43. Pahle offline phir online ab kahi aisa to nhi ki line hi na mil paye pless cm jee khuch to line digiye 9005100620

    ReplyDelete
  44. ye vecancy tet balo ki bharti ke bad hi aayegi sayed january me

    ReplyDelete
  45. 5 years se news sun k thak gaya. Ab to eduction m sudhar karo. Acctive bped ki. Bhart karo. Firoz 8081806865

    ReplyDelete
  46. Kisi ko khuch bhi malum nhi hai and tab tak malum nhi hoga jab tak ki vacancy ati nahi hai bharti ke ane ke bad hi sabko malum hofa 9005100

    ReplyDelete
  47. bhaiyo kal cm g ne safai me bped walo k liye full pay par vac k liye jald hi koi nirnay lene ko kha hai

    ReplyDelete
  48. amit ji danyvad es news ke liye

    ReplyDelete
  49. koi to batao ke physical education walo ki vacancy kab tak aa rahi hai aur samvida par ya permanent hogi aur kitni vacancy hogi.

    ReplyDelete
  50. physical teacher ki bharti kis aadhar pr hogi kya usme bhi t.e.t. manga jaiga. pls tell me.
    pavan sharma, agra.

    ReplyDelete
  51. Akhilesh sir ji aap shikhakon ki bharti nikalne main itne der kyon kr rahe hain aapki mansha kya hai shikhkon ke prati b.ed. tet pass karne wale samjh nahi pa rahe hai.

    ReplyDelete
  52. samvida pr physical teacher ki bharti kya gram panchayat star pr hogi ya phir jila star pr hogi pls tell me. aur pure uttar pradesh mein kitne b.p.ed. ke students hai. meri merit kul 225 hai kya mera no. samvida shikhak ki bharti main aa sakta hai. plz tell me.

    ReplyDelete
  53. bhai bped vacancy kab niklagi koi news ho to batawa

    ReplyDelete
  54. bhai bped k total 16000 student pass out ho chuke hai ab tak up me , bhai meri to sc me 221 hi hai , jila star par niklenge conferm

    ReplyDelete
  55. kya other state se bped karne bale bhi is bharti me manya kiye jayenge ya nhi

    ReplyDelete
  56. respected cm sir,
    sir,bped dharako to vacancy ke liya kitna aur wait karna padega.please fill the vacancies as soon as possible.
    thank you.

    ReplyDelete
  57. yes kiye jayenge



    amit kumar

    ReplyDelete
  58. Gud Mor.....cm ji, sir bped techar vecancy kab tak start hogi..plz sir ji hamare bare me bhi kuch kariye...plz sir

    ReplyDelete
  59. pramod kumar yadav;;b.p.ed vacancy ki prakriya kab tak puri ki jayegi isaka bhi samay kripya karake bata dijiye












































































    ReplyDelete
  60. 7 desmber ko cm haicort ko bataige ki kitni jagah hai uke bad cort ke dvara tay hoga ki bharti kaisi ayegi 9005100620

    ReplyDelete
  61. 7 december ko b.p.ed ke liye high cort me sunawaye hai agar hai to ye samvida ke liye hai ya sarakari hai kripa kar ke jarur se batayen dhanyawad........

    ReplyDelete
    Replies
    1. 7 DECEMBER KO TO SIRF VAC NIKALANE K LIYE SUNVAI HAI USME SANVIDA KA KOI JIKR NAHI HAI


      AMIT KUMAR

      Delete
  62. sir plz batayen ki 7 december ko b.p.ed ya b.e.d kisake liye sunawayi hai

    ReplyDelete
  63. 7 december ko higcort me sunvai hi.&BPED ki seet reguler hoga.

    ReplyDelete
    Replies
    1. COURT HE NAUKRI DILA SAKTI HAI SARKAR K PAS FUND KHATAM URDU HE JARURI THI SO NIKAL DI

      Delete
  64. narendra yadavji apna no dal do

    amit kumar meerut


    ReplyDelete
  65. Ye Sunwai Kiske liya hai Bped Aur Bed aur Kaha par iski sunwai hai Lucknow Me Ya Allahabad me Pls Reply

    ReplyDelete
  66. es bharti mai max. age limit kya hogi?
    Uma Mahesh Shrama, Bulandshahar

    ReplyDelete
  67. gud mor...sir abto dec bhi start ho gaya...naukri ka kuch pata hi nahi chal raha hai..plz reply me,,THANKS

    ReplyDelete
  68. dear Sir,
    meri apse vinti hai ki ap jldi se sanvida art teacher par najr dalne ki krapa kare. taki jo berojgar log hai ve apni jaurte puri kar sake. aapki mahan krapa hogi.
    Thank You.

    ReplyDelete
  69. 7 DECEMBER ko faisla ni aaya to BPED dhark ye smjhiye ki ye vacancy ni ho payega ? CM ji ko loksbha chunav dikh rha hi. BPED & BED ni dikh rha hi. isliye BPED dhark unity aaps me bnaye rkhiye HM LOG JARUR KAMYAB HONGE . contact no.- 7398667048 from varanasi.

    ReplyDelete
  70. BPED dhark aap sunil ji se samprk kriye unka no. 9807524666

    ReplyDelete
  71. 10december tak bped ki vacancy aane ki sambhawana hai

    ReplyDelete
  72. kya yeh sach hai ki 10 december tak b.p.ed ki vacancy out ho jaayegi.

    ReplyDelete
  73. BPED dhark aap sur ji se samprk kriye unka no. 9450375286

    ReplyDelete
  74. tet pass ka vigyapan kab tak aa raha hai pls tell me. mobile no. 8923152144 meri merit 220 hai kya mera no. aa sakta hai.

    ReplyDelete
  75. kya bed tet pass ki bharti kab tak hone ki sambhawna hai.

    ReplyDelete
  76. b.p.ed. se related jo bhi jaankari leni ho to aap le sakte hai mera no. hai-259139867

    ReplyDelete
  77. wait krte rhiye vaise log bta rhe hi ki 10 december tk vacancy aa jayegi.

    ReplyDelete
  78. are bped walo kisi ko pta hai ki sanvida pr hoga ya regular k koi chance hai


    ajay yadav(meerut
    )

    ReplyDelete
  79. bped bharti samvida par hogi ya regular aur merit kasa banagi vigyapan kab tak niklaga please koi news ho tho bata dega

    ReplyDelete
  80. B.P.Ed degari dharko ka kay ho raha hi kafi logo nay asa kiya tha ki 10december tak vacancy aa jaygi magar abhi thak is ka koi khabar nai hai

    Regards..
    amod shankar singh
    jaunpur
    9670216580,7275139449,9044000201

    ReplyDelete
  81. Tet Pass B ed Student ki Vaccancy 7 Dec Ko District Level per online aayegi.

    B.Ped ke Vaccancy me Vaibhav Rana Ne Anudeshak ke jagah per Physiacal teacher ki Bharti ke liye High Court me Writ Dakhil Kar diya hai jiske karan vaccancy aane me late ho sakta hai.

    Aap Sabhi Online Dekh Sakte Hain.




    Case No-59681

    B M Tripathi
    Kushinagar
    8808577701

    ReplyDelete
  82. mr. bm triphati ji

    high court lucknow ya allahabad me or kis date me writ dali haior sunvai kab hai

    ReplyDelete
  83. serch kiya but enternet pr so ni kr rha hi; ki allhabad cort ya lucknow cort me bped case hi? kuch pta ni chal rha hi dosto kya hoga.kitna sanghrs krna hoga. vaise mi pta krne ki puri kosis kr rha hu? pta hone pr turnt INFORM aap logo ko krunga. BPED dhark aap positive sochiye, aap ka ye aavaj & tadap CM ji ko jrur sunenge. hm log jrur kamyb honge.

    ReplyDelete
  84. YAARO AB 13-01-2013 DATE LAGI HAIALLHABAD HIGH COURT ME


    AMIT(MEERUT)

    ReplyDelete
  85. ye khuch log baar baar writ dalkar govt. ko pareshan kar rhe h.ye thik nahi h.ab tak bped ki samvida par vacancy nikal jati.

    ReplyDelete
  86. kisi k pass vaibhav rana ka no. ho to plz bata de

    ReplyDelete


  87. Mr tripathi ji is link per case to registered hai per agali date ko koi jikr nahi hai. to 13.1.2013 date kaha se pata chali hai apko

    link ye hai http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do

    vikas ke dubey
    lucknow
    945003639

    ReplyDelete
  88. BPED dhark amit ji meerut se bol rhe hi ki agli sunvai 13-1-2013 ko hi kya ye suchna shi hi.aur bta rhe hi ki BPED case allhabad cort me hi? Amit ji aap ye suchna detail btaiye mi aap se anurodh krta hu? BPED dhark aap log shi suchna google pe post kriye tabhi kuch ho payega? [i belong to varanasi]

    ReplyDelete
  89. GOOD MORNING ALL FRIENDS

    VIKAS DUBEY JI & NARENDRA YADAV JI

    13-01-2013 KI DATE KA LINK ME BHEJTA HU AAPKO SABKO BTA DENA.


    http://www.allahabadhighcourt.in/casestatus/caseDetailA.jsp?type=WRIA&num=59681&year=2012

    ReplyDelete
    Replies
    1. BHAIYO 13 KI JAGAH 12-01-13 PADA AYE

      AMIT

      Delete
  90. BPED WALE APNE NAME K SATH ADDRESS ,PHONE NO. JAROOR DALE

    ReplyDelete
  91. Yes Mr Amit kumar ji Mane dekha is link par Kis Karn Ye dakhil ki gayi hai is ka karan saf nahi hai

    ReplyDelete
  92. DUBEY G YE REGULAR KARNE K LIYE DAKHIL KI GYEE HAI

    ReplyDelete
  93. vaibhav rana no is
    09997776318

    ReplyDelete
  94. hame to lagta hai ki bina vidhan-sabha pr strike se baat banne wali nahi ...jitendra rawat 7800210085

    ReplyDelete
  95. sanvida vali vacency kab tak ayegi.

    ReplyDelete
  96. any news abaout bped.

    From hardoi

    9451208464

    ReplyDelete
  97. kya bped jinhone tet ki priksha galti se paas kr li hai veh is 72825 ki bharti main aavedan kr sakte hai kya.

    ReplyDelete
  98. b.p.ed dharkon ki kya bharti ho paaegi ya nahi. kya yeh kewal khush karne ke liye paperwaji hoti hai.

    ReplyDelete
  99. Amit ji thank u very much for confirmation .

    Mager is to vacancy bahut jyada let ho jaegi ku ki apne des ka law & order to aap ko pata hi hai

    ReplyDelete
  100. ab yaa to high court me jaldi jaldi date lagwai jaye to khuch ho sakta h...aur jo advocate h shukla ji vo bahut experince holder h ho sakta h case hamrey favor me ho.......dekhtey h kya hota h

    ReplyDelete
  101. bped bharti kis date sa online hogi please koi news ho tho bata degi

    ReplyDelete
  102. pradeep ji mai aapki baat se agree hun

    ReplyDelete
  103. B.p.ed. ke barey main jyada jaankari aur kahan se mil sakti hai. krapya batain.

    ReplyDelete
  104. ab jo 11 jan 2013 ki date lagi h sunwai ki highcourt me bhaiyo bus ye pryaas karo ki kuch b karke is date me hi decision ho jaye verna phir kitna late hogey ye kuch ni pta .isi date me hi decision hona chahiye verna phir case pending hi chalta rhega.

    ReplyDelete
  105. Hm m logo ka kuchh nahi ho sakta h yr.bped kr k to apne pairo m kulahdi mar li h.

    ReplyDelete
  106. bhaiyo agar khuch karna h to kar lo jo date lagi h isme verna bhul jana vacancy ko kam se kam 2 saal tak .ye bilkul sahi bt h phir 2 saal tak khuch nahi hoga kyoki gov. phir election me lag jayegi loksabha k.

    ReplyDelete
    Replies
    1. tum hi batao kya kare bolte hi ja rahe ho

      Delete
  107. 11 jan 2013 ko b.p.ed. walon ki kis topic par date lagi hai. pls tell me. soon.

    ReplyDelete
  108. kuch ni ho payega ? aane vale time me merit to badhega ? case final ho hi ni skta?

    ReplyDelete
  109. vaihbhav rana se contact karo aur pucho k kya chal rha h aur kya karna h.kab tak ye writ dalti rhegi.sab bhai ussey contact karo no.upar comment me dala hua h.

    ReplyDelete
    Replies
    1. tum hi bta do tumne kar liya ho to contact

      Delete
  110. FAIZABAD se koi BPED dhark ho to mjhse contact kre- 9453289275

    ReplyDelete
  111. agar kisi ne ccs uni campus se 2009-10 me bped kiya ho to msg kare apne name number sahit


    amit

    ReplyDelete
  112. kyo tme sharam aati h kya contact karne me .ya apne aap ko kisi kaam k layak nahi samjhtey.

    ReplyDelete
    Replies
    1. abe teri tarah nahi ham hamari kameti 55 ki hai or paise jama kar k 8 jan ko mantri mahoday se milne ki date lenge

      Delete
    2. tum ho kanha se

      Delete
  113. campus waley hi daley ya ccs se affilated clge se jinhone 09-10 me kiya h vo b daley apna naam aur no.aur kya planning h amit ji aage ki khuch publish kar do yaar.

    ReplyDelete
    Replies
    1. pardeep bhai chahe campus k ya kanhi k bhi ho par hai to bped degree dharak hi or sabka maksad bhi ek hi hai regular job pana me to sirf ye janna chahta tha ki campus ka or koi bhi blog par hai ya nhi.

      Delete
    2. VAISE BHI ME AB POLICE KI JOB CHODNA CHAHTA HU

      Delete
  114. hi dosto Apne dist ke jiladyacha se milkar bat kre 17 ya 27 ko sabhi loge cm se milne jayege 9005100

    ReplyDelete
  115. Any news for bped

    ReplyDelete
  116. kya v btc par writ dal gye hai pls tell me

    ReplyDelete
  117. b.p.ed dhark jinhone tet paass kiya ha unka kya ho sakta hai kyon ki rajya sarkar b.p.ed ke baare main kuch nahin soch rahi hai.agar is bare main koin nayi jaankari minle to jaroor jaroor batana. bhai.thankyou.

    ReplyDelete
  118. ab to lagta h wait karna hi padega bhaiyo

    ReplyDelete
  119. Mr, Munna ji pls confirm date 17/12/20212 ko ya 27/12/2012 ko cm je se kaha aur kitne baje mulakat hone hail
    aur agar aap ke pas lucknow ka kisi ka tele phone no ho to pls bate de
    I am vikas kumar dubey
    from lucknow
    9450093639

    ReplyDelete
  120. any new update regarding BPED Vaccancy Like....Writ on 72825. etc

    plz tell

    ReplyDelete
    Replies
    1. ARE YE KANHA KI WRIT HAI AGAR DALNI HAI TO SAHI DETAIL DALA KRO VARNA DUSRO KO PARESHAN MAT KRO VAISE BHI SABHI PARESHAN HAI.

      Delete
  121. b.p.ed.walo satark ho jao sapa sarkar apne wade se
    pechhe hat rahi hai

    ReplyDelete
  122. kya b.p.ed ki bhrti gram panchayt star pr hogi kya.

    ReplyDelete
  123. U.P ME KITNE B.P.ED /CPED/DPED HAIN

    ReplyDelete
  124. dosto ab up si & constable me running 10 km. ki jagah 3.2 km kar di gaye hai jan me 24 hazar constable ki bharti ki jayegi


    amit meerut

    ReplyDelete
  125. BPED dharko 17 december ko vidhansabha lucknow me dharna hi? aap log is dharna me invalv honge tabhi kuch ho payega.

    ReplyDelete
  126. amit bhai kya up police me constable k lye age limit b badhegi general cateogry k lye.agar haan to kya age limit hogi.

    ReplyDelete
    Replies
    1. koi ummed to nahi hai pradeep bhai


      amit

      Delete
  127. kal k allahabad k danik jagran me news h k 41000 andusheko ka procedure suru ho gaya h aur jald hi shasanadesh aa jayega .bharti ki online parkirya hogi .ab bped ki to writ dali hui h.dekho kya hota h.

    ReplyDelete
    Replies
    1. is khabar ka link bhejo jara

      amit

      Delete
  128. aise hi bped dharko ki andekhi karke up sarkar kya savit karna chahti hai
    hame hamara haq do aakhir bed wale bhi to graduate hi hote hai

    esi upekcha ke karan 1.2 aarab indian olampik me padak jitne ke liye tarasta hai
    jago C M ji plz

    ReplyDelete
  129. Aaaj Lucknow me darna pradasan hua aur 7 dino ke ander BPEd darako ka ek dal cm or shiksha mantri ji se milne ka aswasan S D M ke dwara diya gay hai 17/12/2012
    Vikas kumar dubey
    from lucknow 9450093639

    ReplyDelete
  130. Respected
    CM Ji aap se hamne (Bped) walon ne bahut umeed laga rakhi hai.plz Bped walon ki umeed todne mat dena. jaldi hi bed walon ke saath Bped walon ka bhi Bhala karo

    ReplyDelete
  131. ye anudeshak kon si post hoti hat? like teacher ya clarical grade wali post?

    ReplyDelete
    Replies
    1. YAAR YE EK TARAH SE TEACHER KI HI POST HAI O KI SANVIDA PAR HOTI HAI

      Delete
  132. kabhi bhul k bhi BPED mt krvana kisi ko. news dete rho BPED dharko?

    ReplyDelete
  133. LUCKNOW AMAR UJALA PAGE NO-3 PAR BPED WALO K LIYE KHABAR HAI KI NEW YEAR PAR 41000 BPED DPED CPED WALO KO SANVIDA PAR RAKHA JANA HAI

    AMIT MEERUT

    ReplyDelete
    Replies
    1. amit ji aap ki khabar sahi hai

      rahul bahraich

      Delete
    2. ji news to hi but ye kab tak jhoti tasale dete rahige
      ise sonte -sonte to saal ho gay hi ...
      bas i wish C M ji new year par y wada pora kar de .
      thank friend

      Delete
  134. BPED dhark merit shedul ka rul kya hi? kucch latest news hi to btao?

    ReplyDelete
  135. arshi ji aur sabhi bhaiyo,agar koi aur drama na hua to 13 jan ko vacancy online aa jayegi.
    prdp.shrm3@gmail.com

    ReplyDelete
  136. Writ no-66142/2012
    Vaibhav Rana Vs State of U.P.
    72825 vacancy m B.P.ED ko shamil krane hetu
    Hearing on 18/12/2012 .


    prdp.shrm3@gmail.com

    ReplyDelete
  137. PRADEEP BHAI

    KAL KI DATE THI TO KYA HUA HAI PLS AGAR MALOOM HO TO BATAYEN

    OR IS JANKARI K LIYE AAPKA DHANYAVAD

    ReplyDelete
  138. kal to b.ed se related date thi fee kam karne k liye allahabad me aur lucknow me tet walo ne dali thi...fee wali date ki sunwai aaj h aur tet wali date 7 jan 13 ko lagi h.....

    aur bped ki jo nayi writ dali h highcourt me uski sunwai aaj h..

    ReplyDelete
  139. BPED dhark online k liye software ka resum ready kiya ja rha hi.distric sikchha officers se pta chal rha hi ki merit districvise hi lene ki umeed hi.NARENDRA VARANASI.

    ReplyDelete
  140. ye 41000 vacancy sirf physical education walo ke liye hai.ye isme bed wale bhi honge. aur ye bharti merit se hogi ya iske liye tet ki taraha hi written test hoga. bharti distric level par hogi ye block level par hogi?

    ReplyDelete
  141. 72825 vacancy me shamil karne ko jo writ 14-12-12 me dali gayi thi. usey court ne dispose matlb kharij kar diya h.

    ReplyDelete
  142. varanasi se BPED dharko apna merit shear kriye?

    ReplyDelete
  143. ALL BPED WALO APNI MERIT BATAO

    MERI TO HS+SSC+BA+BPED=219.51 HAI SC ME

    ReplyDelete
  144. MERI MERIT HS+INTER+BA+BPED=217.83 HAI SC CATEGEORY ME

    ReplyDelete
  145. Meerut walon apni bped ki merit sheyar karo

    ReplyDelete
  146. bulandshahr balo pls apne bped ki merit sheyar kro
    .

    ReplyDelete
  147. ALL BPED MEERUT WALO APNI MERIT BATAO

    MERI TO HS+INTER+BA+BPED=219.51 HAI SC ME


    AMIT MEERUT

    ReplyDelete
  148. b.p.ed ki barti kab tak puri ho payegi kya ye kisi ko pata hai agar pata hai to kripya kar ke batayen danyavad

    ReplyDelete
  149. merit=53+65+49+84=251

    ReplyDelete
    Replies
    1. hi frend main gen mai merit 256 hi to kia main aa sak ti ho plz tell me frends
      thanks

      Delete
    2. pahli merit me hi aaogi arshi ji

      Delete
    3. Mare marit 235 hai gen. Me kya mai aa sakata hu

      Delete
  150. merit likhte time apni cateogry b likhey matalb@Gen,Obc ,Sc me.

    ReplyDelete
  151. Madan Gupta
    sabse pahje main job slip walo ko dhanyawad deta
    hu ki apne hum bped walo ko aaps main samperk ka rasta bnaya.
    18.12.12 ke news main tha ki bped walo ki vacancy januvary main aane wali hai . Aap logo se nivedan hai ki blog per apna samperk no de ker comments karen jisse ager kisi ko kuch puchna ho to we no se contact ker sake.
    Madan gupta (bped}
    Ambedker nagar
    9889056111

    ReplyDelete
  152. janvary main vacancy Aa rahi hai
    madan gupta
    09889056111

    ReplyDelete
  153. Pending
    Writ - A : 67488 of 2012 [Allahabad]
    Petitioner: DHIRENDRA PRATAP YADAV

    Counsel (Pet.): SIDDHARTH KHARE


    Date of Filing: 18/12/2012
    Last Listed on: 20/12/2012 in Court No. 30
    Next Listing Date (Likely):

    ReplyDelete

Ask your questions here for more details ..POST YOUR COMMENTS